Che Guevara Quotes in Urdu

Che Guevara Quotes in Urdu, He left a legacy of revolutionary fervor and timeless wisdom in his quotes. Here you can read his famous collection.

 

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا

Che Guevara Quotes in Urdu

A famous figure of the Cuban Revolution, Che Guevara left behind a legacy of revolutionary fervor and timeless wisdom in his quotes. From advocating for social justice to embracing sacrifice for a greater cause, his words continue to inspire and provoke thought around the world.

He left a legacy of revolutionary fervor and timeless wisdom in his quotes. Here you can read and copy and paste his popular collection.

چی گویرا

ناانصافی کے خلاف مزاحمت کا تعین کسی مذہب، نسل یا فرقے سے نہیں ہوتا، بلکہ انسانی روح کی فطرت سے ہوتا ہے، 

جو غلامی سے انکار کرتی ہے، اور آزادی چاہتی ہے۔

Na-insafi ke khilaaf muzahimat ka taeen kisi mazhab, nasl ya firqay se nahi hota, balkay insani rooh ki fitrat se hota hai, jo ghulami se inkar karti hai, aur azadi chahti hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_____________

دنیا کا ہر تعلق ایک غلامی ہے، آپ جتنے زیادہ تنہا ہیں اتنے زیادہ آزاد ہیں-

Duniya ka har talluq ek ghulami hai, aap jitne zyada tanha hain utne zyada azad hain.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
____________

انقلاب ہمیشہ نوجوان لاتے ہیں، لیکن جس معاشرے کے نوجوان چمچہ گیری کی راہ پر چل پڑیں۔۔ وہاں انقلاب نہیں غلامی راج کرتی ہے۔

Inqilab hamesha nojawan late hain, lekin jis muaashare ke nojawan chamchagiri ki raah par chal pare hain, wahan inqilab nahi ghulami raaj karta hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_____________

بےشعور قوم کےلئے کھڑا ہونا، خودکشی کے برابر ہے۔

Be-shaoor qoom ke liye khara hona, khudkushi ke barabar hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
____________

جب بھی تعلیم پر تالے لگے میں نے جاہلوں کو خوش ہوتے دیکھا ہے۔

Jab bhi taleem par talay lagay main ne jahiloon ko khush hote dekha hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
____________

شہر کے لوگوں نے آزادی کے لیے تابوت بنائے، اور محبت کے لیئے بارڈر۔ لیکن اس بات سے بے خبر تھے کہ، نہ تو آزادی تابوت میں دفن ہوتی ہے، اور نہ ہی محبت سرحدوں پر ختم ہوتی ہے۔

Shehar ke logon ne azadi ke liye taboot banaye, aur mohabbat ke liye border. Lekin iss baat se be-khabar the ke, na to azadi taboot mein dafan hoti hai, aur na hi mohabbat sarhadon par khatam hoti hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
____________

Che Guevara Quotes in Urdu

مجھے آپ کی شکل، آپ کے خاندان، آپ کے پیسے یا آپ کے عہدے کی پرواہ نہیں ہے، مجھے آپ کی شخصیت، آپ کی ذہنیت، آپ کے اخلاق،آپ کا ضمیر، اور اس بنیاد پر میں تمہاری عزت کروں گا۔

Mujhe aap ki shakl, aap ke khandan, aap ke paisay ya aap ke ohde ki parwah nahi hai, mujhe aap ki shakhsiyat, aap ki zehniyat, aap ke akhlaq, aap ka zameer, aur is bunyad par main tumhari izzat karoonga.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
___________

میں غریبوں کا اتنا جانبدار ہوں کہ امیروں کو مجرم سمجھتا ہوں۔

Main ghareebon ka itna janibdar hoon ke amiron ko mujrim samajhta hoon.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
____________

مجھے امن سے محبت ہے، مجھے جن-گ سے نفرت ہے، مگر مجھے اس جن-گ سے بھی امن کی طرح محبت ہے جو انسان اپنی آزادی، اپنی عزت اپنی شناخت اور ملک کی بقا کے لیے لڑتا ہے۔

Mujhe aman se mohabbat hai, mujhe jang se nafrat hai, magar mujhe is jang se bhi aman ki tarah mohabbat hai jo insaan apni azadi, apni izzat, apni shanakht aur mulk ki baqa ke liye ladta hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_____________

انقلاب کوئی پکا ہوا پھل نہیں ہوتا جس نے ایک دن زمین پر ضرور گرنا ہے، انقلاب لانا پڑتا ہے، جدوجہد کرنی پڑتی ہے، انقلاب خواب دیکھنے سے کبھی نہیں آتے، یہ ایک بہتر زندگی کا عمل ہے، موت کا خوف انقلابی کی موت ہے، یہ آگ اور خو-ن کا کھیل ہے، کمزور دل اور کم ظرف اس میدان سے دور رہیں، آزاد منش انسان غلامی میں جی ہی نہیں سکتا، آزادی کے اس سفر میں موت کا سامنا دلیری سے کیا جاتا ہے۔

Inqilab koi pakka hua phal nahi hota jis ne ek din zameen par zaroor girna hai, inqilab lana parta hai, jaddojahad karni parti hai, inqilab khwab dekhne se kabhi nahi aate, yeh ek behtar zindagi ka amal hai, maut ka khauf inqilabi ki maut hai, yeh aag aur khoo,n ka khail hai, kamzor dil aur kam zarf iss maidan se door rahain, azad mansha insaan ghulami mein jee hi nahi sakta, azadi ke iss safar mein maut ka samna dileri se kiya jata hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
____________

جب ناانصافی قانون بن جائے تو مزاحمت فرض بن جاتی ہے۔

Jab na-insaafi qanoon ban jaaye to muzahimat farz ban jaati hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
______________

ایک سیاست دان انسانوں کو دو طبقوں میں تقسیم کرتا ہے: اوزار اور دشمن۔

Ek siyasat dan insanon ko do tabqon mein taqseem karta hai: awzaar aur dushman.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_____________

Urdu Quotes of Che Guevara

ہر انسان کا اخلاقی فریضہ ہے کہ وہ ظلم اور ناانصافی کے خلاف بلاخوف ڈٹ جائے۔

Har insaan ka ikhlaqi farz hai ke woh zulm aur na-insaafi ke khilaaf bila khauf dhat jaaye.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_______________

مر جاؤ مگر ضمیر کا سودا ہرگز مت کرو کیونکہ یہ تمہارا سودا نہیں یہ نسلوں کا سودا ہے۔

Mar jao magar zameer ka soda hazar guzr mat karo kyun ke yeh tumhara soda nahi yeh naslon ka soda hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
______________

‏لوگوں کو مختلف قوموں، ذاتوں اور سیاسی ومذہبی فرقوں میں اسی لئے تقسیم کیا جاتا ہے تاکہ وہ ظلم کے خلاف متحدہ ہو کر آواز نہ اٹھا سکیں۔

Logon ko mukhtalif qomoon, zaaton aur siyasi wamazhabi firqon mein isi liye taqseem kiya jata hai takay woh zulm ke khilaaf mutahidda ho kar awaaz na utha saken.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
______________

جب آپ ہار ماننے کے قریب محسوس کریں تو ان لوگوں کے بارے میں سوچیں جو آپ کو ناکام دیکھنا چاہتے ہیں۔

Jab aap haar maanne ke qareeb mehsoos karein to un logon ke baare mein sochein jo aap ko nakam dekhna chahte hain.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
______________

آئین صرف آزاد اور با اختیار قوموں کے لئے ہوتا ہے، غلاموں کیلئے بندوق، فوج، اور مذہب ہوتا ہے۔

Aaeen sirf azaad aur ba ikhtiyar qoomon ke liye hota hai, ghulaamon ke liye bandoq, fauj, aur mazhab hota hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_______________

جب غداروں قابضوں اور ظالموں کیخلاف بغاوت نہیں کی جاتی تو غلامی قوم کا کلچر بنتی ہیں۔

Jab ghaddaroon qabizoon aur zaalimoon ki khilaaf baghaawat nahi ki jaati to ghulami qoom ka culture bunti hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_______________

جب میں کسی غریب کو دیکھتا ہوں تو آپنے آپ کو خوش قسمت سمجھتا ہوں اور جب میں سوچتا ہوں کہ غریب کیوں بھوکا ہے تو مجھے امیروں سے نفرت ہونے لگتی ہیں۔

Jab main kisi ghareeb ko dekhta hoon to apne aap ko khushqismat samajhta hoon aur jab main sochta hoon ke ghareeb kyun bhuka hai to mujhe amiro se nafrat hone lagti hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا

Che Guevara Quotes on Life - چی گویرا

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
________________

‏سماج کے لیے لڑ-و، لڑ نہیں سکتے تو لکھو، لکھ نہیں سکتے تو بولو، بول نہیں سکتے تو ساتھ دو، ساتھ بھی نہیں دے سکتے تو جو لڑ، بول اور لکھ رہے ہیں ان کی مدد کرو، اگر مدد بھی نہ کرسکو تو ان کے حوصلوں کو گرنے مت دو کیونکہ وہ آپ کے حصے کی لڑ-ائی لڑ رہے ہیں۔

Samajh ke liye lado, ladh nahi sakte to likho, likh nahi sakte to bolo, bol nahi sakte to saath do, saath bhi nahi de sakte to jo ladh, bol aur likh rahe hain un ki madad karo, agar madad bhi nahi kar sako to un ke hoslon ko girenay mat do kyun ke woh aap ke hisse ki ladaai lad rahe hain.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_______________

جب دنیا پر احمقوں کی حکومت ہو تو عقلمندوں کا فرض ہے کہ وہ اطاعت نہ کریں۔

Jab duniya par ahmaqon ki hukumat ho to aqalmandon ka farz hai ke woh itaat na karen.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
________________

‏انقلابی انسان یا تو مَرتا ہے یا اپنے مقصد میں کامیاب ہوتا ہے۔

Inqilabi insaan ya to marta hai ya apne maqsad mein kaamyaab hota hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_________________

‏اگر تم غلط کو غلط نہیں کہہ سکتے تو تم غلامی کے اعلٰی ترین درجے پر ہو۔

Agar tum ghalt ko ghalt nahi keh sakte to tum ghulami ke aalaa tareen darjay par ho.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
________________

‏جب دشمن راز سے واقف ہوں، تو سمجھ لینا دوست منافق ہے۔

Jab dushman raaz se waqif hon, to samajh lena dost munafiq hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_______________

‏مزاج کے خلاف کی گئی بات پر مسکرا دینا لڑنے سے بہتر ہے۔

Mizaaj ke khilaf ki gayi baat par muskura dena larnay se behtar hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_______________

Best Quotes in Urdu

‏انہوں نے ہمیں دفن کرنے کی کوشش کی یہ نہ جانتے ہوئے کہ ہم بیج ہیں۔

Unhon ne hamein dafan karne ki koshish ki yeh na jaante hue ke hum beej hain.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
________________

جس قوم کو تاریخ سے کوئی دلچسپی نہ ہو انکے حافظے كمزور اور مزاج جزباتی ہوتے ہیں،، یہی وجہ ہے کہ وہ اپنے لیڈر کے چناؤمیں دھوکہ کھا جاتے ہیں۔

Jis qoom ko tareekh se koi dilchasp nahi, unke hafizye kamzor aur mizaaj jazbati hote hain. Yehi wajah hai ke woh apne leader ke chunaum mein dhoka kha jaate hain.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
______________

‏ہر روز لوگ بال سنوارتے ہیں، اپنے دل کیوں نہیں؟

Har roz log baal sanwartay hain, apne dil kyun nahi?

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_______________

‏ریاست کے اندر ایک مخصوص طبقے پر قانون مسلط کرنا بہت سے باغیوں کو جنم دیتا ہے۔

Riyasat ke andar ek makhsoos tabqay par qanoon musallat karna bohat se baaghiyon ko janam deta hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
________________

‏میں نے قبرستان میں اُن لوگوں کی قبریں بھی دیکھی ہیں جو اپنے حق کے لیے اِس لیے نہیں لڑے کہ کہیں مارے نہ جائیں۔

Main ne qabristan mein un logon ki qabrain bhi dekhi hain jo apne haq ke liye is liye nahi lade ke kahin maare na jayen.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_______________

‏مجھے امن سے محبت ہے، مجھے جن-گ سے نفرت ہے، مگر مجھے اس جن-گ سے بھی امن کی طرح محبت ہے، جوانسان اپنی آزادی، اپنی عزت اپنی شناخت، اور ملک کی بقا کے لیے لڑ-تا ہے۔

Mujhe aman se mohabbat hai, mujhe jang se nafrat hai, magar mujhe is jang se bhi aman ki tarah mohabbat hai, jawan saan apni azadi, apni izzat, apni shanakht, aur mulk ki baqa ke liye ladta hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_______________

‏بزدل ہمیشہ اپنوں سے لڑتا ہے۔ دشمنوں سے نہیں۔

Buzdil hamesha apnon se ladta hai, dushmanon se nahi.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_______________

انقلاب کے لیئے جزباتی نہیں، سنجیدہ اور وفادار ساتھیوں کی ضرورت ہوتی ہے۔

Inqilaab ke liye jazbati nahi, sanjeeda aur wafadar saathiyo ki zaroorat hoti hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_______________

‏کچھ لوگ کہتے ہیں کہ نظام کے خلاف آواز اٹھانے سے نظام کو کوئی فرق نہیں پڑتا ۔ یقین مانو سرکش حکمران اتنا کسی چیز سے نہیں ڈرتے جتنا قوم کی بیداری سے ڈرتا ہے۔

Kuch log kehte hain ke nizaam ke khilaaf awaaz uthane se nizaam ko koi farq nahi parta. Yaqeen mano sarkash hukmran itna kisi cheez se nahi darte jitna qoom ki bedaari se darta hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_______________

Che Guevara Quotes - چی گویرا

‏سچائی کا دفاع کریں اور آپ دیکھیں گے کہ ہر کوئی آپ سے کیسے نفرت کرے گا۔

Sachai ka difa karein aur aap dekhein ge ke har koi aap se kaise nafrat kare ga.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_________________

‏شعور جب بکتا ہے تو  وہ جاہلیت سے کہیں زیادہ خطرناک ثابت ہوتا ہے۔

Shaoor jab bikta hai to woh jahalat se kahin zyada khatarnak sabit hota hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_______________

‏اپنی زندگی فتوحات کا جشن مناتے ہوئے نہیں، بلکہ شکستوں پر قابو پانے میں گزاریں۔

Apni zindagi fatahat ka jashn manate hue nahi, balkay shikaston par qaboo pane mein guzarein.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
________________

‏جہاں سوچ غلام ہو، وہاں زنجیروں کی ضرورت نہیں پڑتی۔

Jahan soch ghulam ho, wahan zanjiron ki zaroorat nahi parti.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
________________

‏جو چیز اہم ہے وہ ہے انقلاب اس کے مقابلے میں ہماری ذات ہمارا وجود بے معنی ہے۔

Jo cheez ahem hai woh hai inqilaab is ke muqable mein hamari zat hamara wujood be ma'ani hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
________________

‏میں ہر اس شخص کیخلاف بغاو-ت چاہتا ہوں جو ہم سے محنت کراتا ہے اور دام پورے نہیں ادا کرتا۔

Main har us shakhs ki khilaf baghaawat chahta hoon jo hum se mehnat karata hai aur daam poore nahi ada karta.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
________________

‏مجھے ہر اُس شخص سے محبت ہے جو ظالم کے خلاف مظلوم کے حق کیلئے لڑ-ے خواہ وہ کسی بھی نسل رنگ یا مزہب سے ہو۔

Mujhe har us shakhs se mohabbat hai jo zaalim ke khilaf mazloom ke haq ke liye lade khwah woh kisi bhi nasl, rang ya mazhab se ho.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_______________

‏دنیا کی سب سے طویل جن-گ  جو تاریخ میں قبل کے زمانے سے لڑی جارہی ہے غریبوں کی امیروں کے خلاف اپنے بنیادی حقوق کی جن-گ ہے۔

Duniya ki sab se taweel jang jo tareekh mein qabal ke zamane se lari ja rahi hai gharibon ke khilaf apne bunyadi haqooq ki jang hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
________________

‏کسی کو ضرورت مند رہنے دینا اور پھر اس کی امداد کرتے رہنا ، ایک سوچا سمجھا قت-ل ہے۔

Kisi ko zaroorat mand rehne dena aur phir uski imdaad karte rahna, aik socha samjha qatl hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_________________

‏بند-وق اٹھاؤ اور ظالم کے جسم میں اتنے چھ--ید کرو کہ منصفِ بھی کرسی پر اچھل پڑے۔

Bandoq uthao aur zaalim ke jism mein itne chhed karo ke insaaf bhi kursi par uchhal pare.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_________________

ایک سرکش حکمران اِتنا کسی چیز سے نہیں ڈرتا جِتنا قوم کی بیداری سے ڈرتا ہے۔

Ek sarkash hukmran itna kisi cheez se nahi darta jitna qoom ki bedaari se darta hai.

Che Guevara Quotes in Urdu - چی گویرا
_________________

Che Guevara Famous Quotes - چی گویرا

  • حقیقی انقلاب محبت کے بڑے جذبات کی رہنمائی کرتا ہے۔
  • ۔
  • اگر آپ ہر ناانصافی غصے میں کانپتے ہیں تو آپ میرے ساتھی ہیں۔
  • ۔
  • نظریاتی انسان کبھی غدار نہیں ہوتے لیکن دولت کے شوقین کبھی وفادار نہیں ہوتے۔
  • ۔
  • شطرنج انسانی سوچ کو تعلیم اور تربیت دینے کا ایک مؤثر ذریعہ ہے۔
  • ۔
  • اپنے حق کیلئے ہمیشہ لڑو چاہے تمہارا مقابلہ وقت کر فرعون کے ساتھ ہی کیوں نہ ہو۔
  • ۔
  • آپ زندگی میں ہر جنگ فتح کرسکتے ہو اگر کوئی آپکا اپنا دشمنوں کی صف میں نہ کھڑا ہو۔
  • ۔
  • ڈر اس کو ہوتا ہے جو اپنے لیئے جیتا ہے اور جو کسی مقصد کیلئے زندہ ہو اسے کسی چیز کا ڈر نہیں ہوتا۔
  • ۔
  • جہاں کشتیاں ضد پر ہوں وہاں طوفان بھی ہار جاتے ہیں۔
  • ۔
  • مردار ہے وہ معاشرہ جہاں مظلوم یہ نہ بتا سکے کہ ظالم کون ہے۔
  • ۔
  • دنیا کی سب سے جاہل ترین عوام وہی ہے جو اپنے مشترکہ حقوق کی بجائے اپنے متفرق فرعون لیڈروں کیلئے آپس میں لڑے۔
  • ۔
  • ایک جاسوس دشمن کے پورے لشکر کو شکست دے سکتا ہے اور ایک غدار اپنی پوری قوم کو شکست کی ذلت میں ڈال سکتا ہے۔
  • ۔
  • آپ ایسی قوم کو جگا نہیں سکتے جو سوئے ہوئے ہونے کا ڈرامہ کررہی ہو۔
  • ۔
  • زبانوں کی پیروی نہ کریں کیونکہ کوئی بھی آپکو وہ کہانی نہیں سنائے گا جس میں وہ خود غدار ہو۔
  • ۔
  • چھوٹے ذہنوں میں ہمیشہ خواہشیں اور بڑے ذہنوں میں ہمیشہ مقاصد ہوا کرتے ہیں۔
  • ____________________________

Here you can read Best Collection of Hazrat Ali Quotes.

Follow my X account for daily updates Zube.

Post a Comment