Ghalib Shayari

Ghalib Shayari is a true masterpiece of Urdu literature. His poetry is characterized by its depth, wit, and poignant observations about life and love.

 

Ghalib Shayari

Ghalib Shayari

Ghalib Shayari is known for its depth, complexity and beauty which continues to fascinate readers even today. If you're a fan of Urdu Poetry, you've probably heard of Mirza Ghalib, one of the most prominent poets of the 19th century.

Here we are sharing an amazing collection of poetry in Urdu with images and text that you can easily copy paste and share on the web, Facebook, Instagram, Twitter and blog.

Ghalib Shayari

دل ہی تو ہے نہ سنگ و خشت 
درد سے بھر نہ آئے کیوں 

روئیں گے ہم ہزار بار کوئی 
ہمیں ستائے کیوں 

دیر نہیں حرم نہیں 
در نہیں آستاں نہیں 

بیٹھے ہیں رہ گزر پہ 
ہم غیر ہمیں اٹھائے کیوں

Dil hi toh hai na sang-o-khisht
Dard se bhar na aaye kyun
Roenge hum hazar baar koi
Hamein sataaye kyun
Deir nahi haram nahi
Dar nahi aastan nahi
Beithe hai raahguzar pe
Hum ghair hamein uthaye kyun.


Ghalib Shayari

عشق مجھ کو نہیں وحشت ہی سہی
میری  وحشت  تری  شہرت  ہی سہی

Ishq mujhko nahi, wehshat hi sahi
Meri wehshat teri shohrat hi sahi.


Ghalib Shayari

اپنی گلی میں مجھ کو نہ کر دفن بعد قتل 
میرے پتے سے خلق کو کیوں تیرا گھر ملے

Apni gali mein mujhko na kar dafn baad qatl,
Mere patte se khalk ko kyun tera ghar mile.


Ghalib Shayari

‏آتا ہے کون کون تیرے غم کو بانٹنے 
غالب تو اپنی موت کی افواہ آڑا کے دیکھ

Aata hai kon kon tere gham ko baantne
Ghalib to apni maut ki afwah araa ke dekh.


Ghalib Shayari

غم ہستی کا اسدؔ کس سے ہو جز مرگ علاج
شمع ہر رنگ میں جلتی ہے سحر ہوتے تک

Gham-e-Hasti ka Asad kis se ho juz marg-e-ilaaj
Shama har rang mein jalti hai sehre hotay tak.


Ghalib Shayari

مہربان  ہو کے بلالو مجھے چاہو جس وقت
میں گیا وقت نہیں ہوں کہ پھر آ بھی نہ سکوں

Meherban ho ke bula lo mujhe chaho jis waqt
Main gaya waqt nahi hoon ke phir aa bhi na sakoon.


Ghalib Shayari

عمر بھر ہم یوں ہی غلطی کرتے رہے غالب 
دھول چہرے پر تھی اور ہم آئینہ صاف کرتے رہے

Umra bhar hum yun hi galati karte rahe Ghalib
Dhool chehre par thi aur hum aaina saaf karte rahe.


Ghalib Shayari

بے وجہ نہیں روتا کوئی عشق میں غالب
جسے خود سے بڑھ کر چاہو وہ رلاتا ضرور ہے

Be-wajah nahi rota koi ishq mein Ghalib
Jise khud se barh kar chaho wo rulata zaroor hai.


Ghalib Shayari

بنا کر فقیروں کا ہم بھیس غالب
تماشائے اہل کرم دیکھتے ہیں

Bana kar faqiron ka hum bhi hissa Ghalib
Tamasha-e-ahl-e-karam dekhte hain.


Ghalib Shayari

کس طرح دیکھوں میں, باتیں بھی کروں تجھ سے
آنکھ اپنا مزا چاھے، دل اپنا مزا بھی

Kis tarah dekhun main, baatein bhi karun tujh se
Aankh apna maza chahe, dil apna maza bhi.


Ghalib Shayari

کوئی میرے دل سے پوچھے تیرے تیر نیم کش کو
یہ خلش کہاں سے ہوتی جو جگر کے پار ہوتا
کہوں کس سے میں کہ کیا ہے شب غم بری بلا ہے
مجھے  کیا  برا  تھا  مرنا  اگر  ایک  بار  ہوتا

Koi mere dil se poochhe tere teer-e-nem kash ko
Yeh khulsh kahan se hoti jo jigar ke paar hota
Kahoon kis se main ke kya hai shab-e-gham buri bala hai
Mujhe kya bura tha marna agar ik baar hota.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دلِ ناداں تجھے ہوا کیا ہے

Ghalib Shayari

دلِ ناداں تجھے ہوا کیا ہے 
آخر اِس درد کی دوا کیا ہے
ہم ہیں مشتاق اور وہ بیزار
یا الٰہی یہ ماجرا کیا ہے
میں بھی منہ میں زبان رکھتا ہوں
کاش پوچھو کہ مدعا کیا ہے
جبکہ تجھ بن نہیں کوئی موجود
پھر یہ ہنگامہ، اے خدا کیا ہے۔

Dil-e-naadaan tujhe hua kya hai

Dil-e-naadaan tujhe hua kya hai
Aakhir is dard ki dawa kya hai
Hum hi mashtaq aur woh bezaar
Ya ilahi yeh maajra kya hai
Main bhi munh mein zubaan rakhta hun
Kaash poochho ke mudda kya hai
Jab ke tujh bin nahin koi maujood
Phir yeh hungama, ae Khuda kya hai.


Ghalib Shayari

بےخودی بے سبب نہیں غالب
کچھ تو ہے،جس کی پردہ داری ہے۔

Behkudi bay sabab nahi Ghalib
Kuchh to hai, jis ki pardadari hai.


Ghalib Shayari

رنج سے خوگر ہوا اِنساں تو مٹ جاتا ہے رنج 
مشکلیں اتنی پڑیں مجھ پر کہ آساں ہو گئیں۔

Ranj se khogar hua insaan to mit jaata hai ranj
Mushkilein itni parin mujh par ke aasaan ho gayin.


Ghalib Shayari

عاشق ہوئے ہیں آپ بھی ایک اور شخص پر
آخر ستم کی کچھ تو مکافات چاہئیے
دے داد اے فلک! دلِ حسرت پرست کی
ہاں کچھ نہ کچھ تلافیِ مافات چاہئیے۔

Aashiq hue hain aap bhi ek aur shakhs par
Aakhir sitam ki kuchh to mukafat chahiye
De daad ae falak! Dil-e-hasrat-passt ki
Haan kuchh na kuchh talafi-e-mafaat chahiye.


Ghalib Shayari

کوئی ویرانی سی ویرانی ہے 
دشت کو دیکھ کے گھر یاد آیا۔

Koi veerani si veerani hai
Dasht ko dekh ke ghar yaad aaya.


Ghalib Shayari

جب لگا تھا تیر تب اتنا درد نہ ہوا غالب
زخم کا احساس تب ہوا جب کمان دیکھی اپنوں کے ہاتھ میں

Jab laga tha teer tab itna dard na hua Ghalib
Zakhm ka ehsaas tab hua jab kaman dekhi apnon ke haath mein.


Ghalib Shayari

یہ جو ہم ہجر میں دیوار و در کو دیکھتے ہیں
کبھی سبا کبھی نامہ بر کو دیکھتے ہیں
وہ آئے گھر میں ہمارے خدا کی قدرت ہے
کبھی ہم انکو کبھی اپنے گھر کو دیکھتے ہیں
نظر لگے نہ کہیں اس کے دست و بازو کو
یہ لوگ کیوں میرے زخم جگر کو دیکھتے ہیں۔

Ye jo hum hijr mein deewar-o-dar ko dekhte hain
Kabhi saba kabhi nama-bar ko dekhte hain
Woh aaye ghar mein humare, Khuda ki qudrat hai
Kabhi hum unko kabhi apne ghar ko dekhte hain
Nazar lage na kahin uske dast-o-bazu ko
Yeh log kyun mere zakhm-e-jigar ko dekhte hain.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Muhabbat aisa munfarid khail hai

Ghalib Shayari

محبت ایسا منفرد کھیل ہے غالب
جو اسے سیکھ جاتا ہے،وہی سب ہار جاتا ہے۔

Muhabbat aisa munfarid khail hai Ghalib,
Jo use seekh jata hai, wahi sab haar jata hai.


Ghalib Shayari

آئینہ دیکھ اپنا سا منہ لے کے رہ گئے
صاحب کو دل نہ دینے پہ کتنا غرور تھا۔

Aaina dekh apna sa munh le ke reh gaye
Sahib ko dil na dene pe kitna gurur tha.


Ghalib Shayari

ابن مریم ہوا کرے کوئی 
میرے دکھ کی دوا کرے کوئی  
بک رہا ہوں جنوں میں کیا کیا کچھ 
کچھ نہ سمجھے خدا کرے کوئی 
جب توقع ہی اٹھ گئی غالب
کیوں کسی کا گلہ کرے کوئی۔

Ibn-e-Maryam hoa kare koi,
Mere dukh ki dawa kare koi.
Bekar raha hun junoon mein kya kya kuchh,
Kuchh na samjhe Khuda kare koi.
Jab to umeed hi uth gayi Ghalib,
Kyun kisi ka gila kare koi.


Ghalib Shayari

رنج سے خُوگر ہُوا انساں تو مٹ جاتا ہے رنج 
مشکلیں مجھ پر پڑیں اتنی کہ آساں ہو گئیں۔

Ranj se khogar hua insan to mit jata hai ranj,
Mushkilein mujh par pari itni ke asaan ho gayin.


Ghalib Shayari

‏نہ تھا کچھ تو خدا تھا، کچھ نہ ہوتا تو خدا ہوتا
ڈبویا مُجھ کو ہونے نے، نہ ہوتا میں تو کیا ہوتا۔

Na tha kuchh to Khuda tha, kuchh na hota to Khuda hota,
Duboya mujhko hone ne, na hota main to kya hota.


Ghalib Shayari

کوئ امید بر نہیں آتی
کوئ صورت نظر نہیں آتی
موت کا ایک دن معین ہے
نیند کیوں رات بھر نہیں آتی۔

Koi umeed bar nahin aati,
Koi soorat nazar nahin aati,
Maut ka ek din muayyan hai,
Neend kyun raat bhar nahin aati.


Ghalib Shayari

‏ہم نے مانا کہ تغافل نہ کرو گے لیکن
خاک ہو جائیں گے، ہم تم کو خبر ہوتے تک۔

Humne mana ke taghaful na karo ge lekin,
Khak ho jayenge ham tumko khabar hone tak.


Ghalib Shayari

عشق   نے  غالبؔ   نکما  کر  دیا
ورنہ ہم بھی آدمی تھے کام کے۔

Ishq ne Ghalib nikamma kar diya,
Warna hum bhi aadmi the kaam ke.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Kisi ko de ke dil koi nawa-e-sanj-e-faghan kyun ho

Ghalib Shayari

کسی کو دے کے دل کوئی نوا سنجِ فغاں کیوں ہو
نہ ہو جب دل ہی سینے میں تو پھر منہ میں زباں کیوں ہو۔

Kisi ko de ke dil koi nawa-e-sanj-e-faghan kyun ho,
Na ho jab dil hi sine mein to phir munh mein zaban kyun ho.


Ghalib Shayari

درد ہو دل میں تو دوا لیجئے
دل ہی جب درد ہو تو کیا کیجئے۔

Dard ho dil mein to dawa le lijiye,
Dil hi jab dard ho to kya kijiye.


Ghalib Shayari

رات کو آگ اور دن کو دھوپ 
بھاڑ میں جائیں ایسے لیل و نہار۔

Raaton ko aag aur din ko dhoop,
Bhaad mein jayen aise leil-o-nahar.


Ghalib Shayari

گناہ کر کے کہاں جاؤ گے غالب
یہ زمیں یہ آسماں سب اسی کا ہے۔

Gunah kar ke kahan jao gay Ghalib,
Yeh zamin, yeh aasman, sab usi ka hai.


Ghalib Shayari

عشق نے پکڑا نہ تھا غالب ابھی وحشت کا رنگ
رہ گیاتھا دل میں جوکچھ ذوقِ خواری ہاۓ  ہاۓ۔

Ishq ne pakra na tha Ghalib abhi,
Wehshat ka rang raha gaya tha,
Dil mein jo kuch zoq-e-khwari hai haye haye.


Ghalib Shayari

وہ بک چکے تھے  جب ہم خریدنے کے قابل ہوئے
 زمانہ بیت گیا غالب  ہمیں امیر ہوتے ہوتے۔

Woh bik chuke thay jab hum khareedne ke qabil hue,
Zamana beet gaya Ghalib, humein ameer hote hote.


Ghalib Shayari

گزر جائے گا یہ دور بھی غالب، ذرا اطمینان تو رکھ
جب خوشی نا ٹھہری تو غم کی کیا اوقات ہے۔

Guzar jayega yeh door bhi Ghalib, zara itminan to rakh,
Jab khushi na thahri to gham ki kya auqaat hai.


Ghalib Shayari

قید حیات و بند غم ، اصل میں دونوں ایک ہیں
موت سے پہلے آدمی غم سے نجات پائے کیوں؟

Qaid-e-hayat-o-band-e-gham, asal mein dono ek hain
Maut se pehle aadmi gham se nijaat paaye kyun?

Khizr sultān ko rakhe Khāliq-e-Akbar sar sabz

Ghalib Shayari

خضر سلطاں کو رکھے خالقِ اکبر سر سبز
شاہ کے باغ میں یہ تازہ نہال اچّھا ہے۔

Khizr sultān ko rakhe Khāliq-e-Akbar sar sabz,
Shāh ke bāgh mein yeh tāzā nihāl acchā hai.


Ghalib Shayari

قسم جنازے پہ آنے کی میرے کھاتے ہیں غالبؔ
ہمیشہ کھاتے تھے جو میری جان کی قسم آگے۔

Qasam janaze pe aane ki mere khaate hain Ghalib,
Hamesha khaate the jo meri jaan ki qasam aage.


Ghalib Shayari

میں نے چاہا تھا کہ اندوہِ وفا سے چھوٹوں
وہ ستمگر مرے مرنے پہ بھی راضی نہ ہوا۔

Main ne chaaha tha ke andoh-e-wafa se chhotoon
Woh sathamgar mere marnay pe bhi raazi na hua.


Ghalib Shayari

بھاگے تھے ہم بہت سو، اسی کی سزا ہے یہ
ہو کر اسیر دابتے ہیں راہ زن کے پاؤں۔

Bhage thay hum bohat so, isi ki saza hai yeh
Ho kar asir dabtay hain raahzan ke paon.


Ghalib Shayari

کام اس سے آ پڑا ہے کہ جس کا جہان میں
لیوے نہ کوئی نام ستم گر کہے بغیر۔

Kaam us se aa para hai jis ka jahan mein
Liye na koi naam sitamgar kahe baghair.


Ghalib Shayari

نہ شعلے میں یہ کرشمہ نہ برق میں یہ ادا
کوئی بتاؤ کہ وہ شوخِ تند خو کیا ہے۔

Na shole mein yeh karishma, na barq mein yeh ada,
Koi batao ke woh shokh-e-tund-khu kya hai.


Ghalib Shayari

زندگی یوں بھی گزر ہی جاتی
کیوں ترا راہ گزر یاد آیا۔

Zindagi yun bhi guzar hi jati,
Kyun tera raahguzar yaad aya.


Ghalib Shayari

میں جو گستاخ ہوں آئینِ غزل خوانی میں
یہ بھی تیرا ہی کرم ذوق فزا ہوتا ہے۔

Main jo gustakh hoon aein-e-ghazal khwani mein,
Yeh bhi tera hi karam zoq-e-fiza hota hai.


Ghalib Shayari

بارہا دیکھی ہیں ان کی رنجشیں
پر کچھ اب کے  سر گرانی اور ہے۔

Baarha dekhi hain unki ranjishen,
Par kuch ab ke sar girani aur hai.


Ghalib Shayari

گو زندگیِ زاہدِ بے چارہ عبث ہے
اتنا تو ہے، رہتی تو ہے تدبیر وضو کی۔

Go zindagi-e-zahid-e-bechara abtah hai,
Itana to hai, rahati to hai tadbeer-e-wazu ki.

━━⊱✿⊰━━━━♦

About Mirza Ghalib

Mirza Ghalib's Shayari is a true masterpiece of Urdu literature. His poetry is characterized by its depth, wit, and poignant observations about life and love. Ghalib's shayaris have touched the hearts of people from all walks of life, with his words resonating even today.

Some of his most famous couplets such as "Har ek baat pe kehte ho tum ki tu kya hai? Tumhi kaho ke ye andaaz-e-guftgu kya hai?" and "Ishq par zor nahin hai ye woh aatish Ghalib, jo lagaye na lage aur bujhaye na bane" continue to be quoted by lovers of Urdu poetry.

And you may also like to read :- Mirza Ghalib Urdu Poetry 2 Lines

My Instagram account Zube.

Post a Comment