Attitude Poetry in Urdu
Attitude poetry in Urdu is a powerful form of expression that conveys a sense of confidence, boldness and resilience. This genre of poetry has gained a lot of popularity among the youth, who often use it to express their rebellious and non-conforming attitude towards society.
Beezti to teri qismat me likhi hai
Main to sirf aik zariya hun.
Ab tera zikr hony pr
La-hol-wala-quwat parhte hain.
Sakht bewafa hu
Kinara nahe nafrat kijia.
Hamdard koi koi
Sar dard hr koi.
Pehly mujhy lga k wafadar hain aap
Phir pta chala k adakaar hain aap.
Qabar k sary sanmp
Zindagi mein he mil gaye.
Aap karn gy meri zaat pr tabsra?
Aap k liya banai gaye hun kiya?
Koi hisab nahe chaya
Apni wafayn uthayn aur dafa ho jayn.
Kis tarah kr lo kisi aur sy Mohabbat
Mujhy to khud sy ziada koi acha nahe lgta.
Tum loat k aany ka takaluf mt krna
Hum manhoos shakly br br nahe deikhty.
Bury log bahut bury log
Phir aata ha mera naam.
Sahi waqt pr karwa dein gy hadood ka ehsaas
Kuch talab khud ko samndr smjh baithy hain.
Rishta rakho sacha
Warna alwida he acha.
Poetry in Urdu Attitude
Mery hamnam to bht hongy
Koi mujh sa mily to btana.
Adat nahe peeth pechy war karny ke
Do lafz kam bolta hu magr samny bolta hu.
Waqt lagy ga lekin sambhal lo gi khud ko
Thokar sy giri hu apni nazron sy nahe.
Dam awaz me nahi ilfaz me hona chaia
Oncha to hr koi bol skta ha.
Mukhtasir kahun?
Nafrat hogai ha tum sy.
Jisy yaad kr k mood kharab hojaye
Aisa fazool khiyal ho tum.
Mujhy bardast ke nasehat na kijia
Meri jaga aiya aur bardast kijia.
Apni ana apny pas rakho jnb
Tumhary jesy hum sadqy mein dea krty hain.
Attitude Poetry in Urdu |
Dushman aur cigrat ko jalany k baad
Kuchalny ka maza he kuch aur ha.
Log kuch to kahin gy
Warna chup kesy rahin gy.
Magroor kehti ha to kehti rahy duniya
Hum palat k hr shaks ko deikha nahe krty.
Tum ne kiya chorna tha mujhy
Tumhari oqat he nahi thi mujhy pany ke.
Tarash liya khud ko is ada sy
Bhaar me jaye duniya meri balaa sy.
Attitude Poetry in Urdu 2 lines text
Izzat ke khaak bhe qabool ha
Bheek ka asma bhe na lu ma.
Jal kr kabab hony sy
Khul kr gulab hona behtr ha.
Duniya goal nahi Madar***d ha.
Attitude Poetry in Urdu |
Meri khushmizaji sy mutasir mat hona
Mujhy gussa aata ha to bht burra aata ha.
Hamari shikayat hum sy he kia kary
Hmari koi aur branch nahi.
Mujh ko badtamez kehty hain
Ye Aab e Zam Zam sy dhully log.
Kirdar ke Khubsurti ko kabhi girny nahe dea
Dhoky to bht khaye mgr kabhi dhoka nahe dea.
Nafrat he to kr skty ho
Aur tum mera kr bhe kia skty ho.
Zad py aa jaon to mur kr bhe na deikhu
Tum ny deikha he nahe mera pathar hona.
Aur hum bhe wo nahe
Jo hr dehlez py mil jayen.
Main badal gaye, tum wahi ho kiya
Main ghalt hu, tum sahi ho kiya.
Jungle ke badshah ka rutba na mila
Geidron ny lakh naqlein utarin sheiron ke.
Attitude Shayari in Urdu
Kiyun na ab kamal kr dea jaye
Tera jeena mohaal kr dea jaye
Tu jo palat kr aana chahye wapis
Kiyun na ab inkar kr dea jaye.
Duniya ke hr cheez bnd ho skti ha
Siway logon ke bakwas k.
Hmara choria hum to dheet hain
Aap sunaye aap theik hain?
Parwa krna chor do
Sab oqat mein aa jayen gy.
Apni tanqeed apni jaib mein rakhin
Hum hain agr bury to rabta matt rakhin.
Tum badal kr to deikho
Hum palat kr bhe nahe deikhen dy.
Dil bara karo,,
Batein to sub bari karty hain.
Hum ny choor dea wo log Murshid
Jinhein zaroorat thi pr qadar nahi.
Sahara dhoondny ke adat nahi ha hamari
Hum khud me pori mehfil hony ka dum rakhty hain.
Aap ke adaen,,
Bhaar mein jayen.
Kuch log jugno ke tarah hoty hain
Un ki bilawaja he jalti rehti ha.
Ye jalna jalana fazool ha
Apni masti mein rehna hamara asool ha.
Shayari in Urdu Attitude
Aur baat agr sakht lehjjon mein ho to
Main khooni rishton sy bhe kinara kr leti hu.
Hum kiyun kisi ka sog manaen
Jo jata ha bhaar me jaye.
Hathiyaron ke zaroorat kisy ha
Shapron k liya ilfaz kafi hain.
Abhi to hum badly hain sahib
Badly to abhi baqi hain.
Hum koi sham ka sooraj thori hain
Jo dhall jayen gy.
Mujhy ilm ha
K tu film hai.
Jitna tumhara total dimagh ha
Utna to mera aksar kharab rehta ha.
Attitude Quotes in Urdu
Hum dar k nahe
Sub kr k baithy hain.
Hum burry sahi,,
Tum achon sy nibhao.
Waqt to aany do Murshid
Ye sub kahin gy hamara falan lagta ha.
Wo mujhy parh paye
Itni uski taleem nahe.
Kabhi ye na smjhna tera qabil nahe hum
Tarasty hain wo log jin sy milty nahe hum.
Sharafat ke duniya ka qissa he khatam
Ab jesi duniya waisy hum.
Jin ko meri qadar nahe
Ab mujhy un ki fikr nahe.
Attitude Poetry in Urdu |
Zuban karwi sahi mgr dil saaf rakhti hu
Kon kahan badal gaya sub hisab rakhti hu.
Zindagi k mazzy lia karo yaar!
Waqt to waisy bhe tumhari ly raha ha..
Attitude Shayri is characterized by its use of strong language, metaphors and vivid images, which evoke a sense of passion and conviction. Through this form of poetry, individuals can express their unique perspective on life and challenge the status quo, inspiring others to stand up for themselves and pursue their dreams.
This Shayari is a powerful medium of self-expression and empowerment, capable of resonating with people from all walks of life.