Alone Shayari

Alone Shayari, Here we have uploaded the best Poetry images and text which you can easily copy paste and share on web, Facebook, Instagram, twitter.

 

Alone Shayari

Alone Shayari

Alone Shayari is a genre of Urdu poetry that captures the feelings of loneliness and isolation that we all experience at some point in our lives. It is a powerful expression of the human condition, reflecting the pain, grief and sadness that can arise when we feel disconnected from the world around us.

Here we have uploaded the best Poetry images and text which you can easily copy paste and share on web, Facebook, Instagram and twitter.

Alone Shayari

ہم بیٹھ کر تنہا کسی ویران گوشے میں
ہوا کو دکھ سنائیں گے تجھے ہم بھول جائیں گے۔

Hum baith kar tanha kisi veeran koney mein
Hawa ko dukh sunayenge tujhe hum bhool jayenge.


Alone Shayari

چھوڑ دو مجھے تنہائی میں
رابطے اب عذاب لگتے ہیں۔

Chhod do mujhe tanhaai mein,
Rabtay ab azaab lagtay hain.


Alone Shayari

کہتے ہیں کہ اکثر لوگ بدل جاتے ہیں
اور جو بدلتے نہیں ہیں انہیں سب
اکیلا چھوڑ جاتے ہیں۔
Kehtay hain ke aksar log badal jaatay hain,
Aur jo badaltay nahi hain unhein sab,
Akeela chhor jaatay hain.

Alone Shayari

وہ بھی کتنی حسین شام ہوگی
جب میری زندگی موت کے نام ہوگی۔

Woh bhi kitni haseen shaam hogi,
Jab meri zindagi maut ke naam hogi.


Alone Shayari

اداس نہ بیٹھو فضا تنگ کرے گی
گزرے ہوئے لمحوں کی سزا تنگ کرے گی
کسی کو نہ لاؤ دل کے اتنا قریب
کیونکہ اس کے جانے بعد اسکی ہر ادا تنگ کرے گی۔

Udaas na baitho fiza tang karegi,
Guzre hue lamhon ki saza tang karegi,
Kisi ko na lao dil ke itna qareeb,
Kyunkay us ke jane baad uski har ada tang karegi.


Alone Shayari

کیا کیا نہیں کیا اک تیری مسکان کےلیے
پھر بھی اکیلا چھوڑ دیا توں نے مجھے صرف اک انجان کےلیے۔

Kya kya nahi kiya ek teri muskaan ke liye,
Phir bhi akela chhod diya tune mujhe sirf ek anjaan ke liye.


Alone Shayari

تمہارے چھوڑ جانے کے بعد
تمہاری یاد اور بھی زیادہ آتی ہے۔

Tumharay chhor janay ke baad,
Tumhari yaad aur bhi zyada aati hai.


Alone Shayari

درد بھی انکو ملتا ہے
جو رشتے دل سے نبھاتے ہیں۔

Dard bhi unko milta hai,
Jo rishtay dil se nibhatay hain.


Alone Shayari

کتنے عجیب ہیں نا لوگ
بات پکڑ کر انسان چھوڑ دیتے ہیں۔

Kitnay ajeeb hain na log,
Baatein pakar kar insaan chhor detay hain.


Alone Shayari

اندھیروں سے کہہ دو کہ بچپن بیت چکا ہے
اب تجھ سے ڈر نہیں سکون ملتا ہے۔

Andheron se keh do ke bachpan beet chuka hai,
Ab tujh se dar nahi, sukoon milta hai.

Alone Shayari 2 lines

Alone Shayari

میں ہوں دل ہے، تنہائی ہے
تم بھی ہوتے اچھا ہوتا۔

Main hun dil hai, tanhai hai,
Tum bhi hote to acha hota.


Alone Shayari

تنہا خاموش رات، اور گفتگو کی آرزو
کس سے کریں بات، کوئی سنتا ہی نہیں۔

Tanha khamosh raat, aur guftagu ki arzoo,
Kis se karein baat, koi suntah hi nahi.


Alone Shayari

کسی حالت میں بھی تنہا نہیں ہونے دیتی ہے
یہی ایک خرابی میری تنہائی کی۔

Kisi haalat mein bhi tanha nahin honey deti hai,
Yehi ek kharabi meri tanhai ki.


Alone Shayari

کیوں چلتے چلتے رک گئے ویران راستو
تنہا ہوں آج میں، ذرا گھر تک تو ساتھ دو۔

Kyun chalte chalte ruk gaye weran raston,
Tanha hun aaj mein, zara ghar tak to saath do.


Alone Shayari

کبھی تنہائی کبھی تڑپ کبھی بے بسی تو کبھی انتظار
یہ مرض بھی کیا خوب ہے جسے عشق کہتے ہیں۔

Kabhi tanhaai, kabhi tadap, kabhi beyassi to kabhi intezar
Yeh marz bhi kya khub hai jisey ishq kehte hain.


Alone Shayari

ایک شخص دیکھا ہے میں نے آئینے میں
خفا دنیا سے ہے کلام خود سے بھی نہیں کرتا۔

Ek shakhs dekha hai maine aaine mein,
Khaufa duniya se hai, kalam khud se bhi nahin karta.


Alone Shayari

تنہائی میں جو چومتا ہے میرے نام کے حروف
محفل میں وہ شخص میری طرف دیکھتا بھی نہیں۔

Tanhayi mein jo chomta hai mere naam ke haroof,
Mehfil mein woh shakhs meri taraf dekhta bhi nahin.


Alone Shayari

اپنی تنہائی میں تنہا ہی اچھی ہوں
مجھے ضرورت نہیں دو پل کے سہاروں کی۔

Apni tanhaai mein tanha hi acchi hun
Mujhe zaroorat nahi do pal ke sahaaron ki.

Alone Sad Shayari

Alone Shayari

ہم لوگ سمندر کے بچھڑے ہوئے ساحل ہیں
اس پار بھی تنہائی، اس پار بھی تنہائی۔

Hum log samandar ke bichhre hue saahil hain
Is paar bhi tanhaai, us paar bhi tanhaai.


Alone Shayari

آج اتنا تنہا محسوس کیا خود کو
جیسے کوئی دفنا کر چلا گیا ہو۔

Aaj itna tanha mehsoos kiya khud ko
Jaise koi dafna kar chala gaya ho.


Alone Shayari

شب کی تنہائی میں اب تو اکثر
گفتگو تجھ سے رہا کرتی ہے۔

Shab ki tanhai mein ab to aksar
Guftugu tujhse raha karti hai.


Alone Shayari

میں تنہائی کو تنہائی میں تنہا کیسے چھوڑ دوں؟
اس تنہائی نے تنہائی میں تنہا میرا ساتھ دیا ہے۔

Main tanhai ko tanhai mein tanha kaise chhod doon?
Iss tanhai ne tanhai mein tanha mera saath diya ha.


Alone Shayari

میں ہوں دل ہے تنہائی ہے
تم بھی ہوتے اچھا ہوتا۔

Main hun, dil hai, tanhai hai
Tum bhi hote achha hota.


Alone Shayari

خواب کی طرح بکھر جانے کو جی چاہتا ہے
ایسی تنہائی کہ مرجانے کو جی چاہتا ہے۔

Khwaab ki tarah bikhar jaane ko ji chahta hai
Aisi tanhai ke mar jaane ko ji chahta hai.


Alone Shayari

اب تو ان کی یاد بھی آتی نہیں
کتنی تنہا ہوگئیں تنہائیاں۔

Ab toh unki yaad bhi aati nahi,
Kitni tanha ho gayin tanhiyan.


Alone Shayari

جاتے ہوئے اپنی نشانی کے طور پر
کتنے خلوص سے مجھ کو تنہائی دے گیا۔

Janty huay apni nishani ke tor par
Kitnay khuloos se mujhko tanhai de gaya.

Alone Poetry - Tanhai Poetry

Alone Shayari

ذرا سی دیر بیٹھے تھے تنہائی میں
تیری یاد آنکھیں دکھانے لگی۔

Zara si deir bethe thay tanhaai mein
Teri yaad ankhein dukhane lagi.


Alone Shayari
Alone Shayari

رات کی تنہائی انسان کے ہر دکھ کو
تازہ کر دیتی ہے۔
Raat ki tanhai insan ke har dukh ko
Taza kar deti hai.


Alone Shayari

کبھی گھبرا گیا ہوگا دل تنہائی میں انکا
میری تصویر کو سینے سے لگا کر سوگئے ہونگے۔

Kabhi ghabra gaya hoga dil tanhai mein unka,
Meri tasveer ko seenay se laga kar so gaye honge.


Alone Shayari

کہنے لگی ہے اب تو میری تنہائی مجھ سے
کرلو مجھ سے محبت میں تو بےوفا بھی نہیں۔

Kehne lagi hai ab toh meri tanhai bhi mujhse
Kar lo mujhse mohabbat mein toh bewafa bhi nahi.


Alone Shayari

ہر وقت کا ہنسنا تجھے برباد نہ کردے
تنہائی کے لمحوں میں کبھی رو بھی لیا کر۔

Har waqt ka hansna tujhe barbaad na kar de
Tanhai ke lamhon mein kabhi ro bhi liya kar.


Alone Shayari

مجھکو میری تنہائی سے اب شکایت نہیں ہے
میں پتھر ہوں مجھے خود سے بھی محبت نہیں ہے۔

Mujhko meri tanhai se ab shikayat nahi hai
Main patthar hun mujhe khud se bhe mohabbat nahi hai.


Alone Shayari

ہر رات میرا دل خود سے یہ سوال کرتا ہے
ہر کسی کا ساتھ نبھانے والے خود کیوں تنہا رہتے ہیں۔

Har raat mera dil khud se yeh sawal karta hai
Har kisi ka saath nibhane wale khud kyun tanha rehte hain.


Alone Shayari

سنا ہے ہر بات کا جواب رکھتے ہو تم
کیا تنہائی کا بھی علاج رکھتے ہو تم۔

Suna hai har baat ka jawab rakhte ho tum
Kya tanhai ka bhi ilaj rakhte ho tum.

Alone Poetry in Urdu

Alone Shayari

زندگی یوں ہوئی بسر تنہا
قافلہ ساتھ اور سفر تنہا۔

Zindagi yun hui basar tanha
Qafila saath aur safar tanha.


Alone Shayari

میں تنہا تھا، میں تنہا ہوں
تم آؤ تو کیا! نہ آؤ تو کیا۔

Main tanha tha, main tanha hoon
Tum aao to kya, na aao to kya.


Alone Shayari

سامنے عمر پڑی ہے شب تنہائی کی
وہ مجھے چھوڑ گیا شام سے پہلے پہلے۔

Samny umar parri hai shab-e-tanhaai ki
Woh mujhe chhor gaya shaam se pehle pehle.


Alone Shayari

کہاں کا وصل؟ تنہائی نے شاید بھیس بدلا ہے
تیرے دم بھر کے مل جانے کو ہم بھی کیا سمجھتے ہیں۔

Kahan ka wusul? Tanhai ne shaayed bhes badla hai
Tere dam bhar ke mil jaane ko hum bhi kya samajhte hain.


Alone Shayari

ہم تنہائی سے بچنے کےلئے
خود کو تباہ کررہے ہیں۔

Hum tanhai se bachne ke liye
Khud ko tabah kar rahe hain.


Alone Shayari

تنہائی سے کچھ اس قدر دوستی ہوگئی ہے
کی اب محفل سے ڈر لگنے لگا ہے۔

Tanhai se kuchh is qadar dosti ho gai hai,
Ki ab mehfil se dar lagnay laga hai.


Alone Shayari

کتنی فکر ہے قدرت کو میری تنہائی کی
جاگتے رہتے ہیں رات بھر ستارے میرے لئے۔

Kitni fikar hai qudrat ko meri tanhai ki,
Jagte rehte hain raat bhar sitare mere liye.


Alone Shayari

روتے ہیں تنہا دیکھ کر مجھکو وہ راستے
جن پے تیرے بغیر میں گزرا کبھی نہ تھا۔

Rote hain tanha dekh kar mujhko wo raastay,
Jin pay tere baghair mein guzra kabhi na tha.


Alone poetry often uses rich metaphors and symbols to convey the depth of these feelings, using imagery such as dark skies, empty rooms, and barren landscapes to represent the desolation and emptiness of loneliness. Through its poignant verses, Tanhai poetry comforts those who feel alone, reminding us that we are not truly alone in our suffering and that there is always hope for a brighter tomorrow.

Best collection of :- Bewfa Poetry and Muneer Niazi Poetry.
.
My Twitter account Zube.

1 comment

  1. Good