Mirza Ghalib Urdu Poetry 2 Lines
Mirza Ghalib is one of the most celebrated and renowned poets in the history of Urdu literature. His poetry is characterized by its depth, complexity, and mastery of language. Ghalib's work explores many themes including love, loss, philosophy, and the human condition.
Mirza Ghalib Shayari Urdu
Mohabbat mein nahi hai farq jeeny aur marny ka
Usi ko deikh kar jeety hain jis kafir py dum nikly.
_____♡_____
Dukh dekar sawal karty ho
Tum bhe Ghalib! Kamaal karty ho.
_____♡_____
Kaaby kis mu sy jao gy ghalib
Sharam tum ko magar nahi aati.
_____♡_____
Sehra ko bara aalim hai apni Tanhai par Ghalib
Us ny deikha nahi aalim meri Tanhai ka.
_____♡_____
Hum ko maloom hai jannat ke haqeeqat lekin
Dil k khush rakhny ko Ghalib ye khayal acha hai.
_____♡_____
Muddat k Ghalib marr gaya par yaad aata hai
Wo har aik baat pr kehna k yun hota tu kiya hota.
_____♡_____
In button ko Khuda sy kiya matlab
Tooba tooba khuda khuda kijia.
_____♡_____
Tum jani, tum ko ghair sy jo rasm o rah ho
Mujh ko bhe pochty raho to kiya gunnah ho.
_____♡_____
Tha zindagi mein marg ka khatka laga huwa
Urny sy peshtr bhe, mera rang zard tha.
_____♡_____
Phool gull shams o qamar saary he thy
Par hamein in mein tumhe bhaye bahut.
_____♡_____
Jub k tujh bin nahe koi mojood
Phir ye hngama ay Khuda kiya hai.
_____♡_____
Ye masail-e-tasawwuf ye tera biyan Ghalib
Tujhe hum vali smjhty jo na bada'khvar hota.
_____♡_____
Inkaar mein jo lazzat, iqraar mein kahan hai?
Barhta ha shouq "Ghalib" tery nahe nahe mein.
_____♡_____
Ug raha hai darr-o-dewar sy sabza Ghalib
Hum biyaban me hain aur ghar mein bahar i hai.
_____♡_____
Mirza Ghalib best poetry
Kyun jal gaya na tab-e-rukh-e-yaar deikh kar
Jalta hun apni taqat deedar deikh kar.
_____♡_____
Dushman ho chuki be qadar wafa
Ab haq dosti adda kijia.
_____♡_____
Zindagi apni jab ic shakal sy guzri Ghalib
Hum bhe kiya yaad krn gy k Khuda rakhty thy.
_____♡_____
Hum ne mana k taghaful na karo gy lekin
Khaak ho jayn gy hum tum ko khabar hony tak.
_____♡_____
Deikhta hun usy thi jis ki tammanah mujh ko
Aaj beydari me ha khuwab zulikah ka mujhy phir.
_____♡_____
Qaid-e-hayat-o-band-e-Gham asal mein dono aik hain
Moat se pehly aadmi Gham se nijaat paye kyun.
_____♡_____
Garmi sahi kalaam mein magar na itni sahi
Ke jis sy baat usny shikayat zaroor ki.
_____♡_____
Ishq sy tabiyat ny zeest ka mazza paya
Dard ke dawa paye dard be dawa paya.
_____♡_____
Ishq ne nikamma bana deya Ghalib warna
Hum bhe bary kaam k aadmi thy.
_____♡_____
Hogae hai, ghair ke shiren biyyani kargar
Ishq ka us ko gumaa huk by'zubano par nahe.
_____♡_____
Kitni zalim hoti hai ye pall do pall ke Mohabbat
Nah chahty huwy bhe dil ko kisi ka intizaar rehta hai.
_____♡_____
Arz e shikhi nishaat aalim hai
Husn ko aur khud'numa kijia.
_____♡_____
Zamana sakht kam-azar hai ba-jan-e-asad
Wagarna hum to tawaqo ziyada rakhty hain.
_____♡_____
Be waja nahe rota ishq mein koi Ghalib
Jisy khud sy barh k chaho wo rulata zaroor hai.
_____♡_____
Dil nazuk pe ac ky rehm aata hai mujhy Ghalib
Na kar sargaram ic kaa'fir ko ulfat azmany mein.
_____♡_____
Hum zanwa e tamil o hum jalo gaah e gul
Ayina band e khlwat o mehfil hai ayina.
_____♡_____
Agar kisi ko chaho to is tarah chaho
Wo zinda to rahy magar sirf tumhary liya.
_____♡_____
Hum ko un se wafa ke hai umeed
Jo nahe janty wafa kiya hai.
_____♡_____
Mera qalam mery jazbaat sy waqif hai itna Ghalib
K main lafz Mohabbat likhun tera naam likha jata hai.
_____♡_____
Bari ajeeb hai nadan dil ki khuwaish Ya Rab
Amal kuch nahe aur dil talab'gaar hai Jannat ka.
_____♡_____
Mirza Ghalib's poems often contain sarcasm and sarcasm which makes his poetry thought-provoking and entertaining. Ghalib's unique style of writing and ability to capture the essence of human emotions have made him a beloved figure in the world of literature and his influence can be seen even today in modern poets. Despite being written a century ago, Ghalib's poetry continues to resonate in the hearts of readers across the world, making him a timeless and timeless poet.
Read the Amazing collection of Allama Iqbal Poetry in Urdu
my Twitter account Zube