Famous Deep Jaun Elia Poetry
Jaun Elia's poetry often goes beyond the surface-level meanings and explores the deeper layers of human emotions and experiences.
Here we are sharing with you some deep and popular poetry collections by Jaun Elia.
Hai naa, mujhe ghalt fehmiyan?
Tujhe jab bhe likha, apna likha.
_________________
Be'dilli is qadar hai ky aaj hamein tum se
Kuch nahe chaia, hata k mohabbat bhe nahe.
_________________
Wo jo kehta tha tare tod laon ga
Us ne asmaan he girra dea mujh par.
_________________
Agr wo poch lein hum se k kis baat ka gham hai
Tu kis baat ka gham hai agar wo poch lein hum se.
_________________
Nahi mila hai koi tujh sa aaj tak mujh ko
Phir ye sitam alag hai k mila tu bhe nahi.
_________________
Kitna roya tha main teri khatir
Ab jo sochun to hansi aati hai.
_________________
Yehni tum wo ho, Waqae? Had hai
Yehni tum wo ho, Waqae? Had hai
Main tu such much sabhe ko bhool gaya.
_________________
Firaq kiya hai, agar yaad-e-yaar dil me rahy
Khizan se kuch nahe hota, bahar dil me rahy.
_________________
Mujh se ab log km he milty hain
Youn bhe main hatt gaya hun manzar sy.
_________________
Chaand tare tou bilawaja khush hain
Main to kisi aur se mukhatib hun.
_________________
Aik shaks pas reh kar bhe smjha nahe mujhe
Ic baat ka afsoos hai, shikwa nahe mujhe.
_________________
Halat haal k sabab halat-e-haal he gae
Shoq mein kuch nahi gaya shoq ki zindagi gae.
_________________
Mujhy he pochny ko ay hain aap
Mujhy he pochny ko ay hain aap
Mgr main, main to shayad marr chuka hun.
_________________
Sadmon sy log marr nahe jaty
Tumhary samny hai misaal meri.
_________________
Us sy bhe aur apny app sy bhe
Hum hain be'wasta kai din sy.
_________________
Hai mohabbat hayyat ki lazzat
Warna kuch lazzat-e-hayyat nahi
Kiya ijazat ho aik baat kahun
Wo, Magar, Khair, koi baat nahi.
_________________
Khtayen ho he jati hai,
Azaly bhe to mumkin hain
Jisy hum se shikayat ho,
Usy kehna hum sy mily.
_________________
Aik khat jo tu ne likha he nahi
Main roz baith kar uska jawab likhta hun.
_________________
Sochta hun kabhi kabhi akhit
Harj kiya tha usy mnany mein.
_________________
My Facebook Page Zube ✍️