Best Death Poetry in Urdu
One of the most famous poets of death poetry in Urdu is Mirza Asadullah Khan Ghalib, whose works are widely studied and revered to this day. Other notable poets in this genre include Mir Anis, Mirza Dabeer, and Josh Malihabadi.
Despite its themes of sorrow and loss, death poetry in Urdu is also seen as a celebration of life and a recognition of the beauty and fragility of human existence. Through the use of poetic language and imagery, these works help us to find meaning and solace in the face of death and to honor the memories of those who have passed.
Here you can read and share the best and amazing collection of death poetry. Share your favorite Shayari with friends.
Heart touching death poetry in Urdu
Naseeb mein likhi gai aziyat'yn
Sahy bagair hum marr nahe sakte.
●_________________●
Main thak kar zindagi se kehti hun
Jawani me moat aa jay.
●_________________●
Aur phir mery jaisy log aksar
Sar-dard se marr jaya karte hain.
●_________________●
Han aaj dard ki wo shiddat hai
Jis me kehte hain moat behtr.
●_________________●
Death poetry in Urdu 2 lines
Hmary baad bhe shamein haseen bht hon gi
Hmary baad mgr dil nahe lagy ga tera.
●_________________●
Jinaza tou kaafi bhari hoga mera
Aik pardesi dosra bojh hasraton ka.
●_________________●
Zehni aziyaten koi nahi smjhta
Sub kehty hn nass phatne se moat hui hai.
●_________________●
Main aahista aahista ab smjh rahi hu
K log achank pankhe se kiyun latak jate hn.
●_________________●
Main ne ghar ke salamti k lia
Khud ko ghar se nikal rakha hai.
●_________________●
Mukhtasir sa qayam ha aur bas
Hm yaadein chiod kr chale jaen gy.
●_________________●
Mujhy moat k ilawa na kisi k aane ke umeed
Aur na qabar k siwa kisi ko mera intizaar.
●_________________●
Yaad ayn gi ghaflaten tum ko
Tumhein dukh na hone ka bada dukh hoga.
●_________________●
Sabhi khuwabon ko qatal kar daala
Main ne us shaks se bichadte he.
●_________________●
Moat ay ge to hans k istiqbal karun ge
Ic zindagi ne bht aziyat de hai mujhe.
●_________________●
Khatm apna wajud kar jaon
Jee me aata hai aaj marr jaon.
●_________________●
Hsraten, umeedyn, wafayn, sukoon..!
Inna Lillah'hy Wa Inna Eliha Rajyun.
●_________________●
Mujhy moat sy darr nahi lagta
Kiyun k main zindagi se darr gai hun.
●_________________●
Musafir hai har bachar, koi nahe yahan jawdan
Kab chood jayn ye jahan, kisi ko kiya khabar.
●_________________●
Nahi jee pae main zindagi ko
Aap ki ladli thak gai ha baba.
●_________________●
Moat deikhti he reh gai
Zindagi ne he mujhy maar dia.
●_________________●
Moat ki tammanah jaiz tou nahi par
Zindagi bhe ab gujari nahe jati.
●_________________●
Zehni haar adhi moat hote hai
Aur shyd main adhi marr chuki hun.
●_________________●
Jo waqt se pehle he marr jate hain
Wo badd'bakht kabhe nahe marte.
●_________________●
Aik din main marr kar apne sari tawaju
Apni janib khainch lu ge.
●_________________●
Meri qabar k keery bhe bhooky rahn gy
Mujhy kuch ic tarah khaya hai ishq ne.
●_________________●
Matti audh k so jaon ge
Main bhe aik din maazi bn jaon ge.
●_________________●
Tumhein to main apni qabar par
Fatiah padne ka haq bhe nahe du ge.
●_________________●
Mujhy phool bht pasand hain
Dalne ao gy na meri qabar pe??
●_________________●
Nehla dhula k phir mujhe matti me rakh dia
Pathar pe likh dia ha k soe hue hun main.
●_________________●
Aik din kaho gy ise kiya huwa
Kal he tou baat hui thi meri.
●_________________●
Apny wehshat'zda kamre mein..!
Aik laa'waris padi zinda laash hun main.
●_________________●
Rehta nahi insaan tou mitt jata hai gham bhe
So jaen gy aik rooj zameen oadh k hum bhe.
●_________________●
Dil sy badi koi qabar nahi hoti jahan
Har roj aik naya ehsaas dafan hota hai.
●_________________●
Aik darvesh mery jism ko chou kar bola
Kiya ajeeb laash hai saans bhe leti hai.
●_________________●
Zindagi matt kehna kisi ko
Zindagi sath chood deti hai.
●_________________●
Najar andaz karty ho shiddat se
Tum mujhy maar kiyun nahe dety?
●_________________●
Ayna kehta hai, kehna tou nahi chaia tha
Tou abhi zindah hai, rehna tou nahi chaia tha.
●_________________●
Death Quotes in Urdu
Moat sahi kehti thi
Zindagi sath chood deti hai.
●_________________●
Aur zindagi bhe tou sahi kehti thi
Moat maslon ka hall nahe hoti.
●_________________●
Aaj kal baithe bithaye
Mujhe marny ke soojh rahe hai.
●_________________●
Ankhein sub ki band honi hain lekin
Meethi neend tou naik logon ko he ay gi.
●_________________●
Kitny pukhta yaqeen dila kar Adam
Raaz'daron ne maar dala hai.
●_________________●
Read Sad Urdu Poetry
My Instagram Zube