Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

If you are looking for One Line Poetry, Captions, and Quotes in Urdu/Hindi for Instagram, Facebook and WhatsApp Status then you are at the right place

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions


Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

If you are looking for One Line Poetry and One Line Captions, Quotes in Urdu/Hindi for Instagram, Facebook and WhatsApp Status then you are at the right place. Here you can find best and latest one line Urdu captions, one line Shayari and one line status that you can just copy and paste.

Here we are exclusively sharing 60 best one line poetry and captions.

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

ڈھونڈو گے تو ہر شخص میں چھپا ایک نیا انسان ملے گا۔
Dhhondo gy to har aik shaks me chupa aik naya insaan mily ga.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

بچپن سے نوابی پالنے والے اب عشق کی غلامی کررہے ہیں۔
Bachpan sy nawabi palny waly ab ishq ke ghulami kar rahy hain.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

اور پھر میں نے آزاد کردیئے کئی من پسند لوگ بھی۔
Aur phir main ny azad kar dea kayi mann'pasand log bhe.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

اب مین جب بھی آؤں گی بس، یاد ہی آؤں گی۔
Ab main jab bhe aon ge bas yaad he aon ge.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

اور پھر ہمارا اچھا ہونا ہی ہمارے منہ پر مارا جاتا ہے۔
Aur phir hamara acha hona he hamary mou par mara jata hai.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

یہ سوچیں سکھ کا سانس نہ لینے دیں۔
Ye sochein sukh ka sans na leny dein.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

اتنے گھنے بادل کے پیچھے کتنا تنہا ہوگا چاند۔
Itny ghany badal k peechy kitna tanha hoga chand.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

میرا اچانک شہد سے زہر ہوجانا چھبا تو ہوگا ہی؟
Mera achanak shehd sy zehr hojana chubha to hoga he?.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

رہے آنکھوں کے تو حصار میں۔
Rahy aankhon k tu hisar mein.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

میں اپنی راہ میں دیوار بن کے بیٹھی ہوں۔
Main apni rah mein deewar ban k baithi hun.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

ہر ٹھوکر پہ یوں لگا جیسے رب مل گیا۔
Har thokar py yun laga jesy Rab mil gaya.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

چھوڑ حسین لوگوں کو، چل کسی سانولی پہ مرتے ہیں۔
Chour haseen logon ko, chal kisi sanwli py marty hain.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

اے فطرت کامل ! تیرے کن کہنے پہ صدقے۔
Ay fitart-e-kamil ! Tery kun kehny py sadqy.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

جو چیز اللہ نہ دے اسے بندوں سے نہیں مانگنا چاہیے۔
Jo cheez ALLAH na dy usy bandon sy nahe mangna chaia.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

دنیا کا کوئی انسان ایسا نہیں جس نے کسی کو کھویا نہ ہو۔
Duniya ka koi insaan aisa nahe jis ne kisi ko khoya na ho.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

ہزاروں ناکام حسرتوں کے بوجھ تلے یہ جو دل دھڑکتا ہے، کمال کرتا ہے۔
Hazaron nakam hasraton k bojh taly ye jo dil dharkta hai kamal karta hai.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

نہ ہو وہ دعا جس میں یار کے دیدار کی طلب نہ ہو۔
Na ho wo dua jis me yaar k deedar ke talab na ho.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

عشق عبادت کرتے لوگ جاگیں روز اذانوں تک۔
Ishq ibadat karty log jaagein roz azano tak.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

یقین کیجئے صاحب عزت دوگے تو عزت لوگے۔
Yaqeen kijia sahib izzat dogy to izzat logy.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

مجھے آئینے سے نفرت ہے۔
Mujhy aiyny sy nafrat hai.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

جب نگاہیں ہوں کسی اور پہ تو نظروں میں ہم چھبنے ہی لگیں گے۔
Jab nigahein hon kisi aur py to nazron mein huk chubhny he lagy gy.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

زندگی تیری حقیقت نہیں دیکھی جاتی۔
Zindagi teri haqeeqat nahe deikhi jati.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

اور ہم لوگ مر کر بھی اس دنیا کے معیار پہ پورا نہیں اتر سکتے۔
Aur hum log mar kar bhe is duniya k miyar py poora nahe utar sakty.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

یہ شکایت نہیں تجربہ ہے، قدر والوں کی کوئی قدر نہیں کرتا۔
Ye shikayat nahe tajarba hai, qadar walon ke koi qadar nahe karta.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

یوں اپنی ذات میں قید ہو کے بیٹھی ہوں۔
Yun apni zaat mein qaid ho k baithi hun.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

تم جو لوٹ آؤ ہر شکایت بھوک جائیں گے ہم۔
Tum jo loat ao har shikayat bhool jayn hum.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions


Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

زندگی کیا ہے؟ ایک قصہء مختصر۔
Zindagi kiya hai? Aik qissa e mukhatsir.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

ترتیب سے ٹوٹے ہوئے لوگ تقریباً عاشق کہلاتے ہیں۔
Tarteeb sy tooty huwy log taqreeban aashiq kehlaty hain.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

کتنے غمگین ہیں یہ باہر سے ہنسنے والے۔
Kitny ghamgeen hain ye bahir sy hansny waly.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

اکیلے پن سے مجھے محبت سی ہوگئی ہے۔
Akely-pan sy mujhy mohabbat c hogai hai.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

سب کی اپنی اپنی نظر۔۔۔  سب کا اپنا اپنا چاند۔
Sub ke apni apni nazar, sub ka apna apna chand.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

ہر شخص لڑ رہا ہے اپنی جنگ، ہر خاموشی انا نہیں ہوتی۔
Har shaks larr raha hai apni jang, har khamoshi anna nahe hoti.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

ڈھونڈو گے کسی دن نہایت بےبسی کے بعد۔
Dhoondo gy kisi din nihayat be'bassi k baad.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

خاموشی بھی کسی کو یہ ببتانے کا بہترین طریقہ ہے کہ تم نے اچھا نہیں کیا۔
Khamoshi bhe kisi ko ye batany ka behtreen tarika hai k tum ny acha nahe kea.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Mujhy wehshat hai apny maazi sy.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Ghaltiyan kijia magar kisi k sath ghalat mat kijia.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Nazar k shirk walon sy Mohabbat roth jati hai.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Sub ko hai sub ke khabar, apni kea yaad nahe.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Mann'Pasand shaks har marz ka ilaaj hota hai.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Hamari aankhon mein khuwab bachpan sy marr rahy hain.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Kam bolny waly log sirf pasindeda insaan k samny bolty hain.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Apni pechan alag hai, be-shumar logon mein shamil nahe hoty.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Mujh ko sham-e-gham ke qasam aaj waqae udaas hun main.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions


Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Muskurati aurat depression ka behtreen ilaaj hai.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Har muskurata huwa shaks khush nahe hota.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Munafiqat ke hamdardi dushman ke talvar se ziyada khatarnak hai.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Naseeb mein likhi gaye aziyaten sahy bagair hum marr nahe sakty.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

To phir kiya mila logon sy mukhlis hokar?
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Amman! Thaka dea ha zindagi ne teri ladli ko.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Ye duniya hai yahan dhoka kasrat sy mily ga.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Kuch log zindagi mein bas zindagi haram karny aaty hain.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Main khudkushi sy pehly likha gaya akhri khat hun.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Ay zindagi! is tarah to jeeny ka irad nahe tha.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Tasveer aur tassavur donon haseen hoty hain.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Nadan dil hai dhoondta qurbat teri tasveer mein.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Kuch adhory jumly, poora mafhum rakhty hain.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Khubsurti bagair daleel k apni taraf khainchti hai.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Wo usy yaad nahe karti thi, wo usy yaad rehta tha.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Shayad main wo shaks nahe hun jo tum sy rothy to tumhari ankhein nam hon.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Talkh hayyat sy ghabraa kar, tujhy bht socha par pukara nahe.
-----------------

Best 60 One Line Urdu Poetry, Quotes, Captions

Naimton mein sub sy bari nehmat sukoon hai.
-----------------

Urdu poetry is a rich and vibrant art form, known for its evocative language and powerful emotions. A line of Urdu poetry can convey deep meaning and evoke intense emotions in the reader.

For example, "Zindagi phoolon ki tarah hai, jis tarah khil jayein toh koi khaas baat nahi, magar murjha jayein toh udaas kar deti hai" translates to "Life is like a flower, when it blooms, it dies." I'm nothing special, but when it withers it makes one sad." This line captures the fleeting nature of life, and the bitter realization that even the most beautiful things must eventually come to an end. Urdu poetry has a timeless quality that transcends language and culture and continues to fascinate readers across the world.

Amazing Urdu Poetry Collection.

My Twitter account Zube


Post a Comment